Computer To Sabhe Ke Pass Hota Hai Lekin Computer Me Internet Use Krna Mahanga Hota Hai. Computer Me Internet Use Krne Ke Leye Broadband Ya Dongle Ki Jarurat Hoti Hai Or Dono He Costly Hote Hi. Agr Ap Low Class Family Se Hai To Apko Ye Dono Chejo Ke Leye Sochna Pad Skta Hai.
Ise Ley Mai Ye Tricks Apko Btane Jaa Rha Hu Taki Aap Bina Extra Rupay Kharch Keye Apne Computer Me Internet Use Kr Sakte Hai Vo Bhe Apne Android Mobile Se
Iske Leye Apko Bs 1 USB Cable Or Apna Android Mobile Ki Jarurat Hai
*Required*
1. Android Mobile
2. Usb Cable
3. Computer (Windows 7 And Up)
Mobile Se Computer Me Internet Chalane Ki Trick
1. Apne Android Mobile Ko Usb Ke Sath Connect Kre
2. Apne Android Mobile Ka Internet Connection Chalu Kre
3. Apne Android Mobile Ke Setting Me Jaye
4. Setting Me Apko Wireless & Network Me Jaye
5. Apko More Ka Option Dekayedega Usme Click Kre
6. Ab Apko USB tethering Dekhega Use On Kre
Kuch Second bad apke apke computer me internet start ho jayega ap internet ka mja le or post pasand aaye to facebook me share ke or apne friends ok bhe btaye